Ya Khuda Ya Khuda
Surkh hai asmaan .. Cheekhti hai fiza
Salam .. Salam Ya Hussain (a.s)
Ghaib say aa rehi hia mu-sul-sal sada
Lo Aftab - e - shahdat talluo ho geya
Salam Ya Hussain (a.s) Asalam Ya Hussain (a.s)
Ber zubaan - o - Dilum Ya Hussain (a.s)
Merhaba Mohaturam Ya Hussain (a.s)
Azeem tha , Azeem Hai , Ameez tar hai Ya Hussain (a.s)
Khuda - e - Pak ki nazar , teri nazar hia Ya Hussain (a.s)
Yeh Dil bhi Tera dil nahi , Khuda ka gher hia Ya Hussain (a.s)
Wehan wehan azaan hai jidher jidher hai Ya Hussain (a.s)
Sinah ki nouk per lada tera jigar hai Ya Hussain (a.s)
Sinah ki nouk per bulnd Zindagi ko ker deya , Azeem kaam ker deya
Salam Ya Hussain (a.s) Asalam Ya Hussain (a.s)
Hussain (a.s) woh jo maktulon ko maktubon mian dhaal dey
Hussain (a.s) woh jou muhskiloun say deen ko nikal ley
Khuda ager talab kere Hussain (a.s) apnay laal dey
Hussain jou talab kere woh Rab - e- Zuljalal dey
Hussain woh zameen hai jo ghazab sawaar dey
Kamal yeh hai kay khud Khuda kehe kamal ker deya.. Azeem kaam ker deya
Salam Ya Hussain(a.s) Asalam Ya Hussain (a.s)
Bulundiun say pouch lo sinah pe Na Hussain hian
Kadam kadam Hussain (a.s) hian , nishaan nishaan Hussain (a.s) Hain
Dilon main Ahl - e - Dard k rawan duwan Hussain (a.s) hain
Zamana pouchta hia ? kehan kehan Hussain (a.s) hian
Jehan jehan Rasool (saww) hain wehan wehan Hussain (a.s) hian
Khuda nay is shaheed ko ajeeb yeh samar deya .. Azeem kaam ker deya
Salam Ya Hussain (a.s) Asalam Ya
Ajeeb hai yeh merhala, Ajeeb hai yeh Kafeela
Behcar geya hia kafeelay say yeh amir -e- kafila
Ghera hai fouj-e-sham say akela ibn-e-sayeda
Hai khon-e-medddan mian Yeh Fatima (a.s) ka ladla
Sakoon apna dey chuka, kerar apna dey chuka
Hussain (a.s) nay khudaye ko bhi Bey kerar ker deya .. Azeem kaam ker deya
Idher tolo - e - kuskh per hussaiin k churi phiri
Udher kareeb - e - alqema terap k reh geyajarii
Behan ko hosh na reha , Sakina khaak per geri
Hussain Ya Hussain (a.s)
Sadayin gonjnain lagin Hussain Ya Hussain (a.s) ki
Yeh Kis nay apna Sir deya Khudaye cheekhnay lage
Sinah ko Sir k khoon nay Salam akhri kiya .. Azeem kaam ker deya
Salam Ya Hussain (a.s) Asalam Ya Hussain (a.s)
Hussain (a.s) Badshah per salam her zubaan ka
Salam ho Salam ho zameen - o- Asman ka
Salam Ibn - e - Sayeeda Ko sarwar - o - Rehan ka
Her aik rung - o - nasal ka, Salam Her Zubaan ka
Salam Shah -e - Kerbala Khuda - e - Mehrbaan ka
Khuda ziker do jehan mian Tu nay aam ker deya
Hussain (a.s ) Ya Hussain (a.s) !