Salaam alaikum nadeem bhai
Nadeem bhai aap ko maula salamat rakhay main asal main quetta say hoon har saal aap quetta aathay hain humay hamesha say intezar rehta hain kay aaap aayay quetta shabe azadari kay liyay.
Lakin 2 saal say main australia main rehta hoon, aap har saal london main azadari kertay hain magar australia main nahin.
humain intezar hain kay aaap kabhi australia aayay.
Nadeem bhai main aaap say 2 saal pehlay quetta main mil chuka hoon.
nadeem bhai bas aap say iltamas dua hain kay mera beta 6 months ka hain aur uus ka naam AZAN UL MEHDI hain aur mera batheja ALI SHANAWAR
jo netherland main hain bas in kay liyay dua karay kay yeah bhi aap ki terha
azadari main hisa lay inshalllah
maula madad NADEEM BHAI.
khuda hafiz