Ya Ali madad,
Nadeem bhai kiasy hain aap?.Mola aap ko hamaisha khush rakhain siwaye ghum-e-Hussain(A.S)
K koi ghum na dain.Nadeem bhai aap se baat hoi thi or main ne aap ko kaha tha k aap Mola
Qasim(A.S) ka noha parhain aap ne apni is album main Mola Qasim(A.S) ka noha parh k meri
zindagi ki bohatttttttttttttttttttttt bari khahish pori kar di hai.Thank you Nadeem bhai
people such as you are born in centuries,keep this mission going on.Nadeem bhai aap ka
is year ka album bhi hasb-e-dastoor bohat acha hai."haan ye hai shehr-e-shaam bara roi
Sakeena(S.A) yahan" is nohy ko sun k kaleeja phat jata hai haye kYa kya qayamatain guzar
gai Hussain(A.S) par.Haye meri Aaqa Zadi choti shahzadi.......
Nadeem bhai is nohy ko sunnay k liye bohat bara jigar chahiye...
once again i am very thankful to you that u have made my dream true.Mola aap ko aap k
ahal-e-khana ko siwaye Ghum-e-Hussain(A.S) k koi Ghum na de or aap safeer-e-aza ban kar
Hussainait ka peghaam duniya k kony kony tak pohnchaty rahain .
Ameen,
Dua go Syed Ali raja Naqvi,
(dil_k_pas2008@yahoo.com)03024118460.