Total Records: 3827
salam ya ali madad nadeem bhai kaisay hain ap ali jee ali shanawar ap ke pury famely i hope khareat se honge nadeem bhai ap ne to kamaal kar deameray pas alfas nahin hain ap ne kea khub surat nohay paday hain bus ya hussain sarban aur hay hay kasim abbas bulayta hai mujhy khas tor par pasand hain aurali je aur shanawar ne bhie bohat pyara noha pada hai mola unhe apne aman main
rakhy kis tarha ap apna hak ada kar rahe hain dua kare ke hambhi bi bi ko razy kar saky mola ap ko koi gham na de hamesha salamat rakhy
YA ALI MADAD(A.S)
hi nadeem bahi aap ka nooha bohat acha hai rom ranipur disst khairpur
Name Waheed Ali Mallah
Dear Nadeem Raza Sarwar Bhai,
The excelent job you are doing and Allah PanjtanPak k sadqey main aur 14 masoomeen k sadqey main ap ko lambi zindagi de and gham-e-Hussain(a.s) k siwa koi gham na de and Jinab-e-Asghar k sadqey main Allah Ali Ji ki aur Ali Shanawar ko lambi zindagi de ameen.
salam ya hussain
sir aap ka 2008 ka album lajawab raha main aap ka boht bara fan ho mola aap ko our aap ke bacho ko salamt rakhe mere hye dua hai ke aap say raht main kbe ek baar molakat hojay
YA ALI MADAD
SLAMMM::::::::: NADEEM JI & YA ALI MADAD A.S,
I AM UR OLD LISTNER: WHEN RALEASE UR 1ST ALBUM.
UR VIOCE IS VERY SWEET AS HONY,
MY PRAY WITH U BE HAPPY ALWAYS AND MULA SALAMAT RIKHE AAAP KO
(AMEEEEEN)