salam...........
Ya Ali(as) madad..
Naam Abbas(as) ka likh kar jo pehna deta hai
Us ke bachon ko khuda sher bana deta hai
Thak ke so jatay hain bachay jo Azakhanon men
Apnay daman se Malak un ko hawa deta hai
Apnay bachon ko sikha tay nahi Matam hum log
Naam Abbas(as) ka khud hath utha deta hai
Itni daulat bhi kahan tere khazane main yazid
Jitni ek sheh ka Azadar luta deta hai
wsalam..
mola (as) waris